RSS

Holy Shrine of Ghous ul Azam Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani R.A

Holy Shrine of Ghous ul Azam Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani R.A

Hazree of Halqa Alviul Qadria at Mazar of Ghous ul Azam Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani R.A

Baghdad Ziyarat Visit. Hazree of Halqa Alvia Al-Qadria at Mazar-e-Aqdas of Hazrat Ghaus-ul-Azam Shaikh Syed Abdul Qadir Jilani (R.A).
EXCLUSIVE INSIDE VIEW OF MAZAR SHAREEF

Memorable and blessed hazri (Ziyarat) of Halqa Alvia Qadria at Mazar-e-Aqdas, sacred shrine of Sarkar Ghous-ul-Azam Hazrat Peeran-e-Peer Dastagir Sheikh Syed Abdul Qadir Jilani (R.A.) in guidance and headship of His Holiness Syed Khurshid-ul-Hasan Jilani  (Damat Barakatuhum Aalia), grand son of Huzoor Ghous Pak (R.A.), head of Silsila-e-Aalia Qadria Razzaqia Alvia and eldest son of His Holiness Sheikh-ul-Mashaikh Syed Zaheer-ul-Hasan Jilani Chandpuri (R.A.) in Baghdad Sharif, Iraq

 

11 responses to “Holy Shrine of Ghous ul Azam Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani R.A

  1. ayesha

    April 16, 2011 at 12:43 am

    Assalaamu alaikum having in one silsilah can join other silsilah? yes /not

     
    • Syed Azhar Ali

      April 26, 2011 at 2:07 pm

      Tareeqat ka aam asool ye hai kay agar koi shaks kisi sheikh-e-Tariqat sy bait hy to wo kisi dosray kay haath per bait nhai hi sakta. Laikin baaz ooqat kuch unfortunate batain bhi ho jati hain jis ki wajay sy talib-e-tareeqat ye mehsoos kerta hy kay wo jahan sy bait hoa tha wahan sy us ko kuch faiz hasil nahi ho raha ab is silsilay mai do batain ho sakti hain aik to ye k talib ki apni kuch kumzooriyan aur bad aamaliyan ho sakti hain jin ki wajay sy silsilay kay faizan us tak nahi poanch rahay doosra pehlo yeh bhi hy kay jab pehli dafa kisi peer-e-tareeqat ka haath per bait hoa to wo bait durust thi bhi ya nahi aur us peer-e-tariqat ka hath silsala ba Silsala Sarkar-e-Doaalam(SAWW) kay haath tak poanchta bhi tha ya nahi. Ya phir aisa bhi hosakta hay kay talib-e-tareeqat nay us shaks ko jis kay haath per wo bait hoa tha baaz ‘ghair sheraii’ aamaal kertay hoay daikha hy ya sunna hy laykin yeh ahtiyat ka maamla hy badgumani nahi kerni chaeay jab tak kay aisi koi baat thoos sabot kay saath bit-tehqeeq maloom na ho jay kisi nateejay per nahi poonchna chaheay. Behrhaal fil-waqia ager koi aisi baat hy to her shaks kay maamly ko infiradi toor per janchna peray ga aur daikhna peray ga kay talib-e-tareeqat ki taraf sy koi kamzoori hy yaw o shaks jo apnay aap ko peer-e- tariqat keh ker loogoon sy bait ly raha hy wo fil haqeeqat peer-e- tareeqat hy bhi ya nahi.
      Ahle tareeqat may ye baat jaiz hy kay talib-e-tareeqat kisi aur sheikh-e-tareeqat sy sirf TALIB ho sakta hy ‘Bait’ nahi, lykin aisa bhi kerna us waqt durust hy jb us ka us kay peer sy rabta munqatay ho chukka ho aur buzurgoon ki talleemaat us tak poonchni mumkin na rahi hoon.

      Salam ho un per jo hidayat kay talib hain.
      Wasalam

       
    • gm

      August 21, 2011 at 12:04 pm

      ji nhe ye nhe kr skta koi han un ke sath beth skta ha magar silsila change nhe kr skta agar change karna ho to pehla wala chorna pre ga

       
  2. muhammad imran ali

    March 9, 2012 at 12:42 am

    Assalamo alikum,janab me khawaja moinudeen chisti ko bohat manta ho aur ka talabgar ho aur ki bait karna chata ho.kiya aisa karna mumkin he ya nahi agar he to kiya tarika he.pl muje jawab jaldi bhej den

     
  3. Arindam

    November 9, 2012 at 11:57 pm

    Please kindly give me the adress & email id of Bade pir Dastagir Huzur Abdul Kadir Gosfa & tuust adrress

     
  4. ZAINAB

    November 26, 2012 at 1:42 pm

    I LOVE THE WEBSITE UR GOT OF HAZART GHOUS AZAAM.

     
    • Munawar Shah

      December 10, 2013 at 11:18 pm

      i Love Ghous ul Azam Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani and i Love Mazar-e-Aqdas of Ghous ul Azam Hazrat Sheikh Abdul Qadir Jilani …

       
  5. saifulla

    April 25, 2014 at 12:28 pm

    I LOVE HAZRAT SHEIKH ABDUL QADIR JILANI R A AL MADAD YA HAZRAT SHEIKH ABDUL QADIR JILANI SHIALLA

     
  6. waqas malik

    May 29, 2014 at 12:50 am

    Mai Hazrat GHOUS PAK Sarkar se bahot payar karta ho aur sarkar k silsiley me bait hona chata ho aur darbar pe hazri dena chata ho

     
  7. waqas malik

    May 29, 2014 at 12:53 am

    Plz muje bataein k bait kaise hona ha

     
  8. Dr and Mrs..Hameed

    December 31, 2015 at 12:38 am

    since long i have been intending the visit of holy shrine of hazrat peeran-e-pir dastagir.my dream is now fulfilling by visiting darbar-e-alishan in coming january 2016.kindly help me by pre-organising myself and my family for the intended visit and oblige. as such,we are the senior citizens and solicit
    detailed guidelines.
    kind regards.

     

Leave a reply to Syed Azhar Ali Cancel reply